Wednesday, July 27, 2011

Dedicated to my first foray into serious dramatics: Chehre - the dramatics club at IMNU

Kuch na kuch kehta hai har chehra, Koi nayi dastaan batata hai har chehra,Jo afsana lab bayan naa kar sake,Usaka har pehlu bayan karta hai yeh chehra.Kabi ek tuta khwaab, kahin ek khoyi manzil,Koi bichhadi mohabbat, koi adhoora ikraar,Kain ankahi alfaaz, kitne dabaye aansu,Dil ki har chot ka hisaab rakhta hai yeh chehra.....

No comments:

Post a Comment